Jaisa Insaan Sochta Hai
Bible me kaha gaya hai "jasia insaan sochta hai waisa hi ban jata hai" ham apne mastisk me jo sochte hai wah usase alag ho ho sakta hai jo ham dil me sochte hai. prerna ka sambandh hamare mastisk se hota hai. iska kaam hame karne ke liye, prerit karna hai, taaki ham uthe aur kuch kare , jabki andruni prernaka sambandh hamare ya aantarik swroop se hai
Ise sachmuch is baat ki parwan nahi hoti ki hamara mashisk kya kahta hai. mastisk yah kah sakta hai ki ham jo karne ja rahe hai uske yojana atatkik ya sambhav hai aur use nahi kiya ja sakta ,parntu dil koyi parwah nahi karta.
wh mastisk ki baat ko ansuna kar deta hai, mudde ki baat ko ansuna kar deta hai aur us kaam me jut jata hai.jise karne ki avashykta ko ya mahsus karne
Ham aksar un logo ke baare me sunte hai, jo asambhav kaam karne ke liye prerit hue, ve kiladi jo us khel ko kisi dost ya faimily sadasya ke liye samarpit karte hai aur aise kaam kar ete hai jinhe ve swyam sambhav nahi mante the yadurghatna ke shikar logo ko bachane me apna sakti ka parichay dete hai. jaisa insan apne dil me sochta hai wahi banta hai
Jab bhi sochein, shant dimag se sochein, jaldbaazi me kaam akshar bigad jata hai.
Jab bhi sochin apne aur apne faimily ke liya sakaratmak baate hi sochein
Kal ke liye sochein to negativ ko chhod kar positive hi sochein.
Paresaniyo me bhi achchi baatein hi sochein
Apka jivan mangalmay ho.
Apki khushiya pure pariwar ki khushiya ho
aAl the best!
Thank you!
No comments:
Post a Comment