SOCH BADLE JINDAGI

Jab aap sochte hai ki mai yah kar sakta hu, to aap nahi kar sakte, yadi aap cochte hai ki nai yah kar sakta hu  to aap use pure vishwas ke sath kar lete hai, agar aap sochte hai ki jab kabhi aap car chalayenge to accident hoga to aap kabhi achchi driver nahi ban sakte, agar aap sochte hai ki aap kabhi achche nahi  chitrakar nahi ban sakte to nahi to ho bhi yahi.

yadi aap apne aap par badlaw layenge aur mai yah kah sakta hu kisachi bhavna se aage badte chlenge to aap apne jivan ko bahut had tak achchha banasakte hai. ek kahawat hai "jaise cha waisi rah . " yadi aap sakaratmak dristi se aagi badenge , to aap ki soch achchi hoti jayegi 


Aksar log kisi bhi nayi rah par aage badne se se isliye hichkte hai, kyoki ve maan lete hai ki yah kaam uske babas ki nahi hai lekin agar aap thoda sa sochne ka tarika  badlenge  to har chiz sambhav hai.  aaiye jante hai kaise ?


1.  Agar aap kisi dar ko kabu nahi kar pa rahe hai to aise me kisi expart se salah leni chahiye.


2.   Ualogo ka talas kijiye jo pahle kuch nahi jante the . apr aaj wah achche bussiness/ karmachari hai. jinho ne apne abhyas  aur mehnat ek jariye bahut si nayi chize sikhi.


3.  Aage badne ke liye yaha mahatvapurn hai ki aap prayaso ko adhik mahatw de


4.   Khud ki galtiyo ko najar andaz na kare, ham sakhi ke paas kuch na kuch yogyata hai to khamiya bhi hai.


5.  Ham jo sochte hai wahi karte hai. isliye jo karna chahte hai, usme har baar behtar karne ki koshis kare. 


No comments:

all just have

My photo
sarsiwa, chhattisgarh, India
I am an engineering student