wardaan ya abhishaap

wardaan ya abhishaap

vishwa ke mahan wakta dell karnegie football ke khiladik babana chahte the. unke kam uchai ki vajah se unhe achche mauke nahi mile aur unhone football ke bare me sochna chhod diya.ve bhagawan ke samne apna uchayi ko lekar shikayat karte the. ve uchayi ko abhishaap manate the kyoki unhe football khelna chhodna pada,lekin bad me unki khyati vishwa ke sarvadhik lokpriy vakta aur lekhak ke rup me phaili.

"football na khele jane ko vardan kahe ya abhishaap" 

kahne ka arth hai kee, jivan me jin baato ko hum durbhagya mante hai , ve bhavishya ka saubhagya ho sakta hai, isliye us upar wale ki raza  par vishwas kijiye. apna 100 pratishat jhonk dijiye, jo bhi kam kar rahe hai, pure mann se kijiye.


best of luck

                                           thaink you!

all just have

My photo
sarsiwa, chhattisgarh, India
I am an engineering student