Manushyo ka sabse kharaab awishkar 'kinti, parantu, agar, magar, muskil aur ashambhav' jaise shabd hai, usse bhi jyada afsos ki baat yah hai ki ye sabd sansar me sabse jyada prachalit hai ---- DR. UJJAWAL PATNI
JO KAAM KARN JARURI HO, UNHE TURANT KAREIN AUR JINHE NAHI KARNA HO, UNKE LIYE NA KAHANA SHIKHE. NAA SUNKAR EKBAR DUSRO KO BURA LAG SAKTA HAI., LEKIN DUSRI BAR AAPKA SAMAY NASHT KARNE KA DUSHSAHASH NAHI KARENGE
yadi aap kisi ati important karya me vyast nahi hai aur koi karya yaad aaye to turant kare . use baad ke liye na taale. aapke paas ek hi jeevan hai, ishe aap yuhi bahane banakar gujarde ya sangharsh karke uplabdhiya hashil kare apne jivan ko sarthak kare, chunav aapka hai.
------Dr.-Ujjawal Patni" HAR SAFAL YVAKTI SAFAL HONE KE PURV ANEKO BAAR ASAFAL HOTA HAI, YADI VO US ASAFALTA KO DIMAG ME LAADKAR GHUMTA RAHEGA TO KABHI SAFAL NAHI HO PAYEGA"
LOGO NE AAPKE BAARE ME KYA NAKARATMAK KAHA, PURV ME AAPSE KONSI GALTIYA HUYI, DUSRE AAPKE KARYA CHHAMTA KE BATE ME KYA SOCHTE HAI. YADI YAH SOCHKAR AAP APNE KADAM ROKTE RAHENGE TO AAPKI STHEETI KINAARE SE BANDHI NAAV KI TARAH HO GAYEGI. AAP MEHANAT KA CHAPPU CHALAATE RAHENGE LEKIN AAPKI JEENDAGI KI NAAV USI KINARE PAR ATAKI RAHEGI.