Safalta ke farmule ka sabse mahatvapurrn tatv yah hai,
ki logo ko sath lekar kaise chala jai
--Teodor Ruzvelt
"Sadi mehnat ka koyi vikalp nahi hai"
--Mahatm Gandhi
"Jaha ichchaye prabal hoti hai waha kathinaiya prabal nahi ho sakti."
-- Mocoli
"Jivan duddh ke samandar ki tarah hai, aap ise jitna mathenge,
apko isse utana makkhan milega."
--SIR HUMPHREY APPLEBY
""Agar aap safal hona chahte hai,
to safalta ke gheese pite rasto par chalne ke sthan par naye rastey banana chahiye"
--JOHN D ROCKEFELLER
"APNI SAFALTAWO KE BAJAY MAINE APNI ASAFALTAWO SE ADHIK SIKHA HAI"
-- SIR HAMFREE
"Jab aap koyi chhota sapna ya chhoti safalta hasil kar lete hai,
to isase apko agale paydaan par jane ka aatmviswas milta hai."
--
"Ham hamesa is baare me sochte hai,
hamare paas kya hai . is baare me bahu kam sochte hai ki ,
hamare paas kitan kuch hai"
--Shopenhar
"Bahut kam log hi bhavishya ki parvah karte hai.
We to isi chinta me lage rahte hai ki aaj kya hoga aur we abhi kitna jhapat sakte hai."
--BERRY GORDY
Meri pirhi ki sabse badi khoj yah hai
ki log apna najariya badalkar apni jindagi badal sakte hai
-- William Jems
Apwaise nahi hai jaisa aap khud ko mante hai.
Aap to wase hai jase apke vichar hai
--Dr. Winset Pil
Khud ko badalne ki apne shakti ko khabhi kam na aanke.
--H. Johnson Brau
Sakaratmak najariya behtar kal ka paasport hai
-- Agyat
Jos ke sath soche, kaam kare aur bole.
Isase aap sakaratmak aprinam ko apni aur akarshit kar lenge.
-- Michael Leboff
Agar aap safalta pana chahte hai.
To khud ko safal manana suru kar de.
-- Dr. Joyis Brother
Khud ko saaf suthra aur chamchamata hua rakhe,
aap hi wah khidki hai, jisase aap sansar ko dekhenge.
-- Jeorge Bernard Shaw
Najariya ek rahasya mayi shakti hai,
jo achche ya bure parinam dene ke liye har din 24 ghante kaam karta hai
--Agyat
Aap paristhitiyo ko hamesha niyatrit nahi kar sakte.
Lekin apne vicharo ko aap hamesha niyantrit kar sakte hai
-- Charles Popalstone
"sochna dunia ka muskil kam hai,
sayad isliye bahut kam log yah kam arte hai."
--Henry ford
"Koyi bhi mahila badsurat nahi hoti hai, sirf alsi hoti hai."
-- Helena
"Agar aap lakshya ko bhedna chahte hai
to iske chhotha upar nisana sadhe,
har udane wali teer gurutvakarshan ka shikar jarur hoti hai."
--- Henry W. Longfellow
Safal logo ka asafal logo se alag karne wali iklauti chiz hai
ki we bahur kadi mehnat karne ke ichchuk hote hai"
"Bahut kam logo me chhamta ka abhaav hota hai,
lekin we asfal isliye hote hai, kyoki we uska upyog hani karte."
-- Kelvin Collins
"Atmavisvas mahaan kamo ki pahli avashyakta hai."
--Johnson
No comments:
Post a Comment