Hunar seekhiye jeendadili se jeene ka

Hunar seekhiye jeendadili se jeene ka 



Yadi aap me  ya aapke parivar e kisi sadasya me aatmhatya ki pravriti viksit ho rahi hai to youen deal kare.

*   Jaise sareer bimar hota hai waise hi mann bhi hota haiaur use bhi proper treatment ki jarurat hai. Isliye turant manovigyanik se sampar karein.

*   Bataye gaye upchar aur aur dealing thyropy ka palan karein

*   Graseet vyakti ko 'natak kar raha hai' i dristi se na dekhe ya uske vyavhar par avishvas  karein. patient ke sahi act par use sarahein va sahegein. usme atmavissvas paida karein

*   Use abnormal na maane lenkin aap abjorber ban dur se hi har gativdhi par najar rahein.

*   Apni ruchi ke kary karein.


HUD SE PYAR KAREIN


Aap issvar i sarvochch rachana hai swayam a samman, swayam se sneh sahi mayane me ishwar ki aradhna hai yah maane.

POSITIVE CHASMA 
Paristhitiyo a aankalan swasthya va sakaratmak dristikon se karein. har baat o har ya jeet se na jodar anubhav se jode.

CHHODO  KI APROCH

          Aagar aap chhoti baatein, chhoti ghatnaye, chhoti asafalta ko chhodde to aap yah manlein ki mansik swashthya ka insiurance hogaya. Chhod digiye bematalab i baato koaur khus rahiye.

FEK DIJIYE SHIKAYTO KA PULINDA

        Maata peeta ne kya kiya, bhaiyo ne dhoha kiya, premi sath chod gaya, pantni/pat ne baat nahi suni, boss paresan arta hai ... arein feiye compaint box ko. naye sire se dundiye ristey ko aur unhe pakad aage bad jayiye.

'MANJIL' SE JYADA 'SAFAR' KA MAHATVA

         Kahi pahuchana hai chahe parivari jeevan me ya career me .. to yeh jaruri nahi ki itni gambir aproch  lear chale i manjeel milne tak aap tha jaye. Apne jeevan e safar ko husnuma banaye taaki manjil tak pahuchne ka anand duguna hojaye aur yadi manjil na mile to malaal na bache.

SACHCHAYI SWIKAR KAREIN

Ab aape sath vo nahi ya aapki kshamtao se yah pare hai... Ish tarah ki seemao ko jeetna jaldi milenge, shushi ka mirat utana jaldi chalna suru hoga.

UPDATE KIJIYE  APNE FAISALO KO

Pragativadi soch ka vyakti samay ke sath hi apne faisalo ko leta hai. Aaj ki jarurat kya hai aur hame kya karna chahiye yeh jarur sochein.

DOOSHIT AUR BIMAAR SOCH

Doosit aur bimaar soch ko mann me ghar na banaane de.dhayn kijiye ki isase 'vicharo me sudhar' ki anvatar prakriya chalti rahegi. saht hi achcha sahitya, achchi charcha ko bhi jeevan ka hissa banayein.

all just have

My photo
sarsiwa, chhattisgarh, India
I am an engineering student